Bollyblog

Jiska Mujhe Tha Intezaar

Film: Don
Jahr: 1978
Regie: Chandra Barot
Schauspieler: Amitabh Bachchan, Helen
Interpret: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Komponist: Kalyanji-Anandji
Lyrics: Anjaan

Jis Ka Mujhe Tha Intezaar
Jis Ke Liye Dil Tha Beqaraar
Wo Ghadi Aa Gayi Aa Gayi
Aaj Pyaar Mein
Had Se Guzar Jaana Hai
Maar Dena Hai Tujh Ko
Ya Mar Jaana Hai

Jis Ka Mujhe Tha Intezaar
Jis Ke Liye Dil Tha Beqaraar
Wo Ghadi Aa Gayi Aa Gayi
Aaj Pyaar Mein
Had Se Guzar Jaana Hai
Maar Dena Hai Tujh Ko
Ya Mar Jaana Hai

Mujh Pe Jo Guzri Tu Kya Jaane
Tu Kya Samjhe
O Deewane
Le Ke Rahungi Badla Tujh Se
Aayi Hoon Dil Ki Aag Bujhaane

Ho Kaatil Meri Nazron Se
Bach Ke Kahan Jaayega
Kaatil Meri Nazron Se
Bach Ke Kahan Jaayega

Diya Hai Jo Mujh Ko
Wahi Tu Mujh Se Paayega
Wo Ghadi Aa Gayi Aa Gayi
Teer Ban Ke Jigar Mein
Utar Jaana Hai
Maar Dena Hai Tujh Ko
Ya Mar Jaana Hai

Jaadu Tera Kis Pe Chala
Hoga Kisi Din Ye Faisla
Wo Ghadi Aayegi Aayegi
Jaana Tune Abhi Ye
Kahan Jaana Hai
Kise Jeena Hai Aur
Kis Ko Mar Jaana Hai

Hoga Tera Aashiq Zamaana
Auron Ka Dil Hoga Tera Nishaana
Naaz Na Kar Yoon Teer E Nazar Pe
Aaye Hamein Bhi Teer Chalana

Jo Hain Khilaadi Unhe
Khel Hum Dikhaayenge
Apne Hi Jaal Mein
Shikaari Phas Jaayenge
Wo Ghadi Aayegi Aayegi

Waqt Aane Pe Tujh Ko
Ye Samjhana Hai
Kise Jeena Hai Aur
Kis Ko Mar Jaana Hai
Kise Jeena Hai Aur
Kis Ko Mar Jaana Hai

Koi Yahan Naache Naache

Film: Disco Dancer
Jahr: 1982
Regie: Babbar Subhash
Interpret: Vijay Benedict
Komponist: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan-Faruk Kaiser

Koi Yaha Aaha naache naache – 2 x
Saare Haseen Yaha naache naache
Saare Jawaan Aaha naache naache
Aauwa Aauwa Tumse Hai Tumse Pyaar
Aauwa Aauwa Maano Na Mere Yaar
Aauwa Aauwa Tumse Hai Tumse Pyaar
Aauwa Aauwa Maano Na Mere Yaar
naache naache naache naache naache …
Koi Yaha naache naache
Koi Waha naache naache
Saare Haseen Yaha naache naache
Saare Jawaan naache naache
Aauwa Aauwa Tumse Hai Tumse Pyaar Aauwa Aauwa
Maano Na Mere Yaar Aauwa Aauwa
Tumse Hai Tumse Pyaar

naache naache naache naache naache …
Pyaara Hai Gaana Yahin Gaana Bajaana Yahin
Tun Tun Taraana Bang Bang
Maane Na Maane Koi Hamane To Maana Yahi
Sunana Sunaana Bang Bang
Kisiki Ki Kadar Yaha naache naache
Kisiki Ki Jaan naache naache
Saare Haseen Yaha naache naache
Saare Jawaan Yaha naache naache
Aauwa Aauwa Tumse Hai Tumse Pyaar Aauwa Aauwa
Maano Na Mere Yaar Aauwa Aauwa
Tumse Hai Tumse Pyaar

naache naache naache naache naache …
Dil Ko Jalaana Nahi Kuchh Bhi Chupaana Nahi Jhutha Bahana Bang Bang
Itani Kushi Hai Yaha Jisaka Thikaana Nahi Luto Khazaana Bang Bang
Kahi Jawaan naache naache
Kahi Dhunva naache naache
Saare Haseen Yaha naache naache
Saare Jawaan naache naache
Aauwa Aauwa Tumse Hai Tumse Pyaar Aauwa Aauwa
Maano Na Mere Yaar Aauwa Aauwa
Tumse Hai Tumse Pyaar
naache naache naache naache naache …

Jairam Ramesh speaks on nuclear park

Jairam Ramesh, the Union Environment Minister, has spoken exclusively to TIMES NOW on Wednesday (20. April 2011) on the nuclear park debate.

23.04.2011 – The Hindu

Ramesh presses “pause” button on Jaitapur nuclear plant

Maintaining that concern over Jaitpur nuclear plant in Maharashtra was genuine after the earthquake and tsnunami devastation in Japan, Environment Minister Jairam Ramesh today suggested a “pause” for the project till a transparent atomic policy is formulated.

He said the Jaitapur plant can be put on hold till various issues are sorted out. …