Video über die beiden Schauspieler des jungen Jamal Malik, Ayush Mahesh Khedekar und Tanay Chheda, und den Sprung in einen großen Bottich mit Schokoladen-Soße für die legendäre Klo-Szene im Film Slumdog Millionaire.
Bollyblog
Jai Ho
Film: Slumdog Millionaire
Jahr: 2008
Regie: Danny Boyle
Interpreten: Sukhwinder Singh, Tanvi Shah, Mahalakshmi Iyer
Komponist: A.R. Rahman
Lyrics:
Jai Ho Jai Ho Jai Ho Jai Ho
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho Jai Ho
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Ratti Ratti Sachi Maine Jaan Gavayi Hai
Nach Nach Koylo Pe Raat Bitayi Hai
Akhiyon Ki Neend Maine Phoonko Se Uda Di
Neele Tare Se Maine Ungli Jalayi Hai
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Chakh Le Ho Chakh Le Ye Raat Shahad Hai Chakh Le
Rakh Le Haan Dil Hai Dil Aakhri Had Hai Rakh Le
Kala Kala Kajal Tera Koi Kala Jadoo Hai Na
Kala Kala Kajal Tera Koi Kala Jadoo Hai Na
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale, Jai Ho, Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Kab Se Ha Kab Se Tu Lab Pe Ruki Hai Keh De
Keh De Ha Keh De Ab Aankh Jhuki Hai.. Keh De
Aisi Aisi Roshan Aankhe Roshan Dono Bhi Hai Hai Kya
Aaja Aaja Jind Shamiyane Ke Tale
Aaja Jariwale Nile Aasman Ke Tale
Jai Ho Jai Ho
Jai Ho Jai Ho
Aaj Ki Raat
Film: Slumdog Millionaire
Jahr: 2008
Regie: Danny Boyle
Interpreten: Alisha Chinoy, Mahalaxmi Iyer, Sonu Nigam
Komponist: A.R. Rahman
Lyrics:
Shaam Hai Jaam Hai Aur Hai Nasha
Tan Bhi Hai Man Bhi Hai Pighla Hua
Chhayi Hai Rangeeliyan
Phir Bhi Hai Betabiyaan
Kyun Dhadakta Hai Dil, Kyun Yeh Kehta Hai Dil
Deewana Ko Ab Tak Nahin Hai Yeh Pata
(Aaj Ki Raat Hona Hai Kya
Paana Hai Kya Khona Hai Kya) – 2
Do Ghadi Mein Hi Yahan Jaane Kya Hoga
Jo Hamesha Tha Mera Bhi Mera Hoga
Kaun Kiske Dil Mein Hai Faisla Hoga
Faisla Hai Yahi Jeet Hogi Meri
Oh Deewana Ko Ab Tak Nahin Hai Yeh Pata
(Aaj Ki Raat Hona Hai Kya
Paana Hai Kya Khona Hai Kya) – 2
Aao Main Tumse Kahoon Baat Chupke Se
Rang Badlegi Pal Mein Raat Chupke Se
Tumko Le Jaaonga Phir Saath Chupke Se
Jaaoge Tum Kahan Dekho Main Hoon Yahan
Deewana Ko Ab Tak Nahin Hai Yeh Pata
(Aaj Ki Raat Hona Hai Kya
Paana Hai Kya Khona Hai Kya) – 2