Bollyblog

Parda Hai, Parda Hai

Film: Amar, Akbar, Anthony
Jahr: 1977King of Qawal
Regie: Manmohan Desai
Interpret: Mohd. Rafi
Komponist: Laxmikant-Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi
Mit Ãœbersetzung / Translation (englische Untertitel im Video)

On fantastic beautyShabab Pe Main Zara Si Sharab Phekunga
Kisi Hasin Ki Taraf Ye Gulaab Phekunga

Translation: Let me me pour some wine on this youth
And throw this rose towards a beautyBeauty is hidden under the veil

Parda Hai, Parda Hai
Parda Hai, Parda Hai

There is a veil
There is a veilIf I don’t unveil her fantastic beauty

Parda Hai Parda
Parde Ke Pichhe,

Parda Nashin HaiBeauty is hidden under the veil
Parda Nashin Ko
Be-Parda Na Kar Dun To

There is a veil, there is a veil,
behind the veil there is a secretBeautiful girls inspire me
And if this secret is not unveiled by me

Akbar Mera Nam Nahin Hai
Parda Hai Parda …

Then my name is not AkbarSo she lowered her eyes shyly
There is a veil …

Main Dekhta Hoon Jidhar, Log Bhi Udhar Dekhen
Kahan Thaharati Hai Jakar, Meri Nazar Dekhen
Mere Khwaabon Ki Shahazaadi, Main Hoon Akbar Ilahabaadimy name won’t be Akbar

Wherever I look, people will look there as well
They want to see where my gaze stops at
Oh princess of my dreams, I am Akbar of Ilaahabad

Main Shayar Hun Haseeno Ka, Main Aashiq Mahajabinon KaIf I can’t cool down your anger
Tera Daaman Na Chhoduunga, Main Har Chilman Ko Todunga

I am a poet of the beautiful, I’m a lover of the shy
I will not leave your side, I will tear apart every curtain (seperating us)

vlcsnap-530897.pngNa Dar Zalim Zamaane Se, Ada Se Ya Bahane Se
Zara Apani Surat Dikha De, Sama Khoobsurat Bana De

Don’t be afraid of this tyrant world, due to grace or pretense
Come, show your face, and make this occassion beautifulMy love will quench this fire

Nahin To Tera Nam Leke, Tujhe Koi Ilzaam Deke
Tujhako Is Mehfil Men Rusava Na Kar Dun To

Otherwise by taking your name, I will make some allegation
And if I not dishonor you in this gathering
If I can’t cool down your anger

Akbar Mera Nam Nahin Hai
Parda Hai Parda…

Then my name is not Akbar
There is a veil …

vlcsnap-495430.pngKhuda Ka Shukra Hai, Chehara Nazar To Aaya Hai
Haya Ka Rang Nigaahon Pe, Phir Bhi Chhaya Hai

Give thanks to God, (her) face has been seen
But even so, the color of shame is still shining in her eyes

Kisiki Jaan Jaati Hai, Kisiko Sharm Aati Haivlcsnap-530676.png
Koi Aansoo Bahata Hai, To Koi Muskurata Hai

While someone is losing his life, someone else is feeling shy
Someone is shedding tears, and someone is smiling

Satakar Is Tarah Aqsar, Maza Lete Hain Ye Dilabar
Yahi Dastur Hai Inaka, Sitam Mashahur Hai Inaka

My beloved frequently enjoys torturing me like this
This is her custom, the cruelty she is famous for

Khafa Hoke Chehara Chhupa Le, Magar Yaad Rakh Husn-Waale
Jo Hai Aag Teri Jawani, Meraa Pyaar Hai Sarz Paani
Main Tere Gusse Ko Thanda Na Kar Dun To

Do hide your face, being angered, but remember this, oh beautiful one
The fire that is your youth, My love is like cold water
And if do not cool your anger

Akbar Mera Nam Nahin Hai
Parda Hai Parda …

Then my name is not Akbar
There is a veil …

Arre Deewano Mujeh … Mein Hoon Don

Film: Don
Jahr: 1978
Regie: Chandra Barot
Schauspieler: Amitabh Bachchan
Interpret: Kishore Kumar
Komponist: Kalyanji-Anandji
Lyrics:

Are Deewano, Mujeh Pehechano,
Kahan Se Aaya, Mein Hoon Don,
Mein Hoon don, Mein Hoon Don,
Mein Hoon Don, Mein Hoon Mein
Hoon Mein Hoon Don?

Don Don Don Don Don
Mein Hoon Don, Mein Hoon Don,
Mein Hoon Mein Hoon Mein Hoon Don …

Are Tumne Jo, Dekha Hai, Socha Hai,
Samjha Hai, Jaana Hai
Voh Mein Nahin.. Voh Mein Nahin …
Logon Ki, Nazron Ne,
Mujhko Yahan Jo Bhi Maana Hai,

Voh Mein Nahin … Voh Mein Nahin …
Awaara Badal Ko Saudaayi Paagal Ko,
Duniya Mein Samjha Hai Kaun,

Are Deewano Mujeh Pehechano,
Zara Pehechano, Mein Hoon Don …

Are Yaaron Ka, Jo Yaar Hoon,
Yaari Mein Yeh Jaan Luta De Tho,
Mein Hoon Vohi, Mein Hoon Vohi …
Dushman Kaa Dushman Hun Voh,
Dushman Ke Chakke Chuda De Jo,
Mein Hoon Vohi, Mein Hoon Vohi …
Tum Jaano, Na Jaano, Maine Tho Jaana Hai,
Mahefil Mein Kaisa Hai Kaun,

Are Deewano Mujeh Pehechano, Zara Pehechano,
Mein Hoon Don …

Are Maine Kya, Socha Hai,
Kya Khaab Hai
Meri Aankhon Mein,
Tum Jaano Naa, Tum Jaano Naa,
Maine Bhi Badla Hai,
Kya Rang Baaton Hi Baaton Mein,

Tum Jaano Naa, Tum Jaano Naa,
Chehere Pe Chehera Hai, Parde Pe Parda Hai,
Duniya Mein Samjha Hai Kaun,

Are Deewano, Mujeh Pehechano,
Zara Pehechano,

Mein Hoon Don,
Mein Hoon Don, Mein Hoon Don …

Humein Tumse Pyaar Kitna

Film: Kudrat
Jahr: 1980
Regie: Chetan Anand
Interpret: Kishore Kumar
Komponist: R.D. Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

Interpretin: Parveen Sultana
humein tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante
magar ji nahin sakte tumhare bina
humein tumse pyaar …

Translation: I do not know how much I love you …
but I cannot live without you.

suna gam judaai ka uthaate hain log
jaane zindagi kaise bitaate hain log
din bhi yahaan to lage baras ke samaan
humein intazaar kitna ye hum nahin jaante
magar ji nahin sakte tumhare bina
humein tumase pyaar …

I have heard that the sorrow of separation is borne by people.
I wonder how these people go through their life.
Every day seems like a year.
I do not know how much I wait for you …
but I cannot live without you.

tumhein koi aur dekhe to jalta hai dil
badi mushkilon se phir sambhalta hai dil
kya kya jatan karten hain tumhein kya pata
ye dil beqaraar kitna ye hum nahin jaante
magar ji nahin sakte tumhare bina
humein tumse pyaar …

If someone else looks at you, then my heart burns.
With great difficulty, the heart recovers itself.
What do you know how much effort I have put?
I do not know how restless/uneasy this heart is …
but I cannot live without you.