Ina Meena Dika

Film: Aasha – Hope
Jahr: 1957
Regie: M.V. Raman
Interpret: Asha Bhosle
Komponist: C. Ramchandra
Lyrics: Rajendra Krishan

Ina Meena Dika, Daai, Daamo Nika
Maaka Naaka Naaka, Chika Pika Rika
Ina Meena Dika Dika De Daai Daamo Nika
Maaka Naaka Maaka Naaka Chika Pika Rola Rika
Rumpum Posh Rumpum Posh

Dil De Doon, Hai Koi Lene Wala
Aise Vaise Ko Nahin Dene Wala
Suratiyaan Hasin Ho, Umariyan Jawan Ho
Koi Bhi Use Dekhe To Bas Ye Gumaan Ho
Yahi Hai Yahi Hai Yahi To Hai Vo

Refrain

Ye Sharten To Badi Hai Zaroori
Jo Koi Karega Inhen Poori
Main Khushi Khushi Use Ye Dil De Doonga
Kasam Khaa Raha Hoon, Ki Daam Bhi Na Loonga
Magar Ye Kahoonga, Magar Ye Kahoonga, Kya?
Yahi Hai Yahi Hai Yahi To Hai Vo

Refrain

Mat Socho Ki Sasta Hai Sauda
Phal Paaye Lagayega Jo Paudha
Dil Ki Ye Yaari Banegi Phulvaari
Ye Duniya Jalegi, Jalan Ki Hai Maari
Hansegi Hansegi Hansegi Meri Pyaari

Refrain

Yeh Mera Dil

Nariman A. IraniFilm: Don
Jahr: 1978
Regie: Chandra Barot
Schauspieler: Helen, Amitabh Bachchan
Interpret: Asha Bhosle
Komponist: Kalyanji-Anandji

Yeh Mera Dil Yaar Ka DeewanaAll Police Characters
(This Heart Of Mine Is Crazy Because Of A Lover)

La la la la, li la la la la la la
Yeh mera dil yaar ka deewana

Deewana deewana pyaar ka parwaanaNariman Films
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana

Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana – 2
(Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye

Amitabh Bachchan in and as Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye) – 2
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana
Yeh mera dil yaar ka deewana

Deewana deewana pyaar ka parwaana
(Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan haivlcsnap-172439.png

Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai) – 2
Bhoolna na tujhe dil ka yeh takraana
Yeh mera dil yaar ka deewana

Deewana deewana pyaar ka parwaanavlcsnap-172373.png
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana

Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana – 2