Pyar Ke Dushman

Film: Gunahoon Ka Faisla
Jahr: 1988
Regie: Shibu Mitra
Schauspieler: Shatrughan Sinha, Dimple Kapadia, Chunky Pandey, Pran, Gulshan, Danny Denzongpa, Prem Chopra
Interpretin: Lata Mangeshkar
Komponist: Bappi Lahari
Lyrics: Anjaan

Ho pyaar ke dushman kab tak
Denge dilwalo ka dhoka
Aise ghunehgaaro ke
Gunaho ka bhi faisala hoga
Jhulm sitam ke taang se
Mohabbat dilo ki kam na hogi
O mere jogi dilbar jogi
Mere jogi dilbar jogi

Pyaar ke dushman kab tak
Denge dilwalo ka dhoka
Aise ghunehgaaro ke
Gunaho ka bhi faisala hoga
Jhulm sitam ke taang se
Mohabbat dilo ki kam na hogi
O mere jogi dilbar jogi
Mere jogi dilbar jogi
Jogi mere jogi jogi dilbar jogi

Ghungaru meri tute to kyaa
Tutega na aye husala
Ho na hain jo anjaam ho
Anjaam ki parwaah kyaa
Dil ke dushman kya jaane
Taaqat hum dilwaalo ki
O mere jogi dilbar jogi
Mere jogi dilbar jogi

Pyaar ke dushman kab tak
Denge dilwalo ka dhoka
Aise ghunehgaaro ke
Gunaho ka bhi faisala hoga
Jhulm sitam ke taang se
Mohabbat dilo ki kam na hogi
O mere jogi dilbar jogi
Mere jogi dilbar jogi

O dharti jhali yaa aasman
Jhalke dhuaan hoga jahana
Sholo mein to jhal na saka
Deewano ki chahat yahan
Apne aap mein jhal jaaynge
Saare jhalim dhongi
O mere jogi dilbar jogi
Mere jogi dilbar jogi

Pyaar ke dushman kab tak
Denge dilwalo ka dhoka
Aise ghunehgaaro ke
Gunaho ka bhi faisala hoga
Jhulm sitam ke taang se
Mohabbat dilo ki kam na hogi
O mere jogi dilbar jogi
Mere jogi dilbar jogi

Mere liye sab kuch hain tu
Mere liye sab kuch hain tu
Khoke tujhe jeena nahin
Dil ne mere lee hain kasam
Tu jo nahin main bhi nahi
Jaan agar jaani ho to jaayegi hum dono ki
O mere jogi dilbar jogi
Mere jogi dilbar jogi

Pyaar ke dushman kab tak
Denge dilwalo ka dhoka
Aise ghunehgaaro ke
Gunaho ka bhi faisala hoga
Jhulm sitam ke taang se
Mohabbat dilo ki kam na hogi
O mere jogi dilbar jogi
Mere jogi dilbar jogi
Jogi mere jogi dilbar jogi.

Aankhon Se Jo Utri

Film: ((Phir Wohi Dil Laya Hoon))
Jahr: 1963
Regie: Nasir Hussain
Schauspieler: Asha Parekh, Joy Mukherjee
Interpretin: Asha Bhosle
Komponist: O.P. Nayyar
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

[youtube]_Rcve6FEQ5k[/youtube]
un hun hun, aa haa haa – 2 x
aankhon se jo utri hai dil mein – 2 x
taswir hai ek anjaane ki
khud DhoonDh rahi hai shamaa jise
kyaa baat hai us parvaane ki
aankhon se jo utri hai dil mein

vo uske labon par shokh hansi – 2 x
rangeen sharaarat aankhon mein
saanson mein mohabbat ki Khushboo
vo pyaar ki dhaDkan baaton mein
duniyaa meri.. badal gayee
banke ghaTaa nikal gayee
taubaa vo nazar mastaane ki
khud DhoonDh rahi hai shamaa jise
kyaa baat hai us parvaane ki
aankhon se jo utri hai dil mein

andaaz vo uske aane kaa – 2 x
chupke se bahaar aaye jaise
kahne ko ghadi bhar saath rahaa
par umar guzaar aaye jaise
unke binaa.. rahoongi nahin
kismat se ab jo kahin, mil jaaye Khabar deewane ki
khud DhoonDh rahi hai shamaa jise
kyaa baat hai us parvaane ki
aankhon se jo utri hai dil mein
taswir hai ek anjaane ki
khud DhoonDh rahi hai shamaa jise
kyaa baat hai us parvaane ki
aankhon se jo utri hai dil mein