Chalte Chalte

Film: Pakeezah – The Pure – Die Reine
Jahr: 1972
Regie: Kamal Amrohi
Interpret: Lata Mangeshkar
Komponist: Naushad
Lyrics: Ghulam Mohammed

Chalte chalte, yuun hii koii mil gaya tha
sare raah chalte chalte

Translation: Walking along
just like this I met someone
walking on the road

Vahiin thamke rah gaii hai
merii raat chalte chalte

Stopping right there, I have remained
my night, fading

Jo kahii gaii na mujhse
voh zamaanaa kah rahaa hai

What I couldn’t manage to say
the world is speaking for me

Ki fasaanaa
ki fasaanaa ban gaii hai.
merii baat chalte chalte

That story,
that story has been created
of my words, spilling out

Yuun hii koii mil gaya tha
sare raah chalte chalte

Just like this I met someone
walking on the road

Shab-e-intazaar aakhir
kabhii hogii muqt asar bhii

Finally, night’s wait
will experience an emancipation

Ye chiraag
ye chiraag bujh rahe hain
mere saath jalte jalte

These lamps
These lamps are going out,
burning with me

Ye chiraag bujh rahe hain
mere saath jalte jalte

These lights are going out
burning with me

Yuun hii koii mil gaya tha
sare raah chalte chalte

Just like this, I met someone
walking down the road

Tayyab Ali Pyaar Ka Dushman

Film: Amar, Akbar, Anthony
Jahr: 1977
Regie: Manmohan Desai
Interpreten: Mohd. Rafi, Mukri
Schauspieler: Rishi Kapoor
Komponist: Laxmikant-Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi

r: tayyab ali pyaar ka dushman haay! haay!
meri jaan ka dushman haay! haay!

ladka aur ladki
Ch: raazi
r: phir bhi na maane
ch: qaazi
r: ye zid na chhode, mere dil ko tode
ye banane na de meri salama ko meri dulhan
tayyab ali pyaar ka dushman haay! haay!

r: lakdi beche aur na samajhe, ladki ke aramaanon ko
mota seth taraazu mein tole
haan taraazu mein tole
chhote insaanon ko
ho jaaye buddha
ko: haan ji
r: allaah ko pyaara
ko: haan ji
r: main kar lu shaadi
khaana aabaadi
sulajh jaaye pal mein meri barason ki uljhan
tayyab ali …

saath baras ki umar mein aaise chehra kisi ka khilta hai
hamko hai maalum kisi se, kisi se
chupkar ye bhi milta hai
main naam bataau
mu: na ji, na ji, na ji
r: tasaveer dikhaau?
mu: na jee, na jee, na ji
r: dar gaya ye kaise
baazaar mein aise
shareefon ko ham rusava nahi karate miyaan jumman
tayyab ali …

Sheesha Ho Ya Dil Ho

Film: Aasha – Hope
Jahr: 1979
Regie: J. Om Prakash
Interpret: Lata Mangeshkar
Komponist: C. Ramchandra
Lyrics: Rajendra Krishan

Ho, aa, aa
Sheesha ho ya dil ho – 2
Aakhir (toot jaata hai) – 4
Lab tak aate aate haathon se
Sagar (choot jaata hai) – 3
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai

Ho Kaafi bas armaan nahin
Kuch milna aasaan nahin
Duniya ki majboori hai
Phir taqdeer zaroori hai
Yeh jo dushman hai aise
Donon raazi ho kaise
Ek ko manao to duja (rooth jaata hai) – 3
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir toot jaata hai

(Baithe the kinare pe
Maujon ke ishare pe) – 2
Ham khelein toofanon se
Is dil ke armaanon se
Hamko yeh maloom na tha
Koi saath nahin deta – 2
Maajhi chod jaata hai
Saahil (choot jaata hai) – 3
Sheesha ho ya dil ho – 2
Aakhir (toot jaata hai) – 4
Sheesha ho ya dil ho

Duniya ek tamasha hai
Aasha aur nirasha hai
Thode phool hai kaante hai
Jo taqdeer ne baante hain
Apna apna hissa hai
Apna apna kissa hai
Koi lut jaata hai
Koi (loot jaata hai) – 3
Sheesha ho ya dil ho
Aakhir (toot jaata hai) – 4
Lab tak aate aate haathon se
Sagar (choot jaata hai) – 3
Sheesha ho ya dil ho