Baharon Phool Barsaao

Film: Suraj
Jahr: 1966
Regie: T. Prakash Rao
Interpret: Mohd. Rafi
Komponist: Shankar-Jaikishen

Live-Performance von Mohd. Rafi

Hm hm hm, mm mm
Bahaaron phool barsaao, mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai – 2 x
Hawaaon raagini gaao, mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
O laali phool ki mehndi laga in gore haathon mein – 2 x
Utar aa ae ghata kaajal laga in pyaari aankhon mein
Sitaaron maang bhar jaao, mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai

Bahaaron phool barsaao, mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Nazaaron har taraf ab taan do ek noor ki chaadar – 2 x
Bada sharmila dilbar hai, chala jaaye na sharmaakar
Zara tum dil ko behlaao, mera mehboob aaya hai
Mera mehbooba aaya hai

Bahaaron phool barsaao, mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Sajaayi hai jawaan kaliyon ne ab yeh sej ulfat ki – 2 x
Inhe maaloom tha aayegi ek din ruth mohabbat ki
Fizaaon rang bikhraao, mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Hawaaon raagini gaao, mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai
Bahaaron phool barsaao, mera mehboob aaya hai
Mera mehboob aaya hai

Rahega Ishq Tera Kaak

Film: Teesri Kasam (The Third Oath, The Third Vow)
Jahr: 1966
Regie: Basu Bhattacharya
Schauspieler: Waheeda Rehman, Raj Kapoor
Interpret: Lata Mangeshkar
Komponist: Shankar-Jaikishen
Lyrics: Shailendra

rahega ishq tera kaak mein milake mujhe
hue hain ibteda mein ranj inteha ke mujhe

aa, aa bhi ja
raat dhalne lagi, ho, chand chhupane chala
ho aa, aa bhi ja

teri yaad mein bekabar, shama ki tarah raat bhar – 2 x
jali aarzu dil jalaa, aa, aa bhi ja

sitaaron ne munh pherkar kaha alvida hamsafar – 2 x
chala kaarvaan ab chalaa, aa, aa bhi ja

ufak par khadi hai sahar, andhera hai dil mein idhar – 2 x
wahi roz ka silsilaa, aa, aa bhi ja

raat dhalne lagi, chand chhupane chala
ho aa, aa bhi ja

O Mera Sona

Film: Teesri Manzil
Jahr: 1966
Regie: Vijay Anand
Interpret: Asha Bhosle
Komponist: R.D. Burman
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

Mit Ãœbersetzung / Translation (englische Untertitel im Video)

o mere sona re sonaa re sonaa re
de duu.ngii jaan judaa mat honaa re
maine tujhe zaraa der me.n jaanaa
huaa kusuur khafaa mat honaa re – 2

Translation: Oh my golden one (handsome one)
I’ll lay down my life for you, don’t leave me
I was late in recognizing you
I admit my fault, don’t be angry

o mere sonaa re sonaa re sonaa re

o merii baa.Nho.n se nikalake
tuu agar mere raste se haT jaaegaa
to laharaake, ho balakhaake
meraa saayaa tere tan se lipaT jaaegaa
tum chhu.Daao laakh daaman
chho.Date hai.n kab ye aramaa.n
ki mai.n bhii saath rahuu.ngii rahoge jahaa.n
o mere …

Leaving my embrace,
you might stray from my path
If so, twistingly…
my shadow will wrap around your body
You can leave me a thousand times,
But this desire will remain…
to be with you, wherever you might go

o miyaa.n hamase na chhipaao
vo banaavaT ki saarii adaae.n liye
ki tum isape ho itaraate
ki mai.n piichhe huu.n sau iltizaae.n liye
jii mei.n khush ho mere sonaa
jhuuTh hai kyaa, sach kaho naa
ki mai.n bhii saath rahuu.ngii rahoge jahaa.n
o mere …

Mister, do not conceal this from me
making use of false mannerism
You take great pleasure in this,
that I’m pursuing you with many pleas
In your heart you are happy, handsome one
Is this a lie? Tell me truthfully…
I’ll remain by your side, wherever you might go

o phir hamase na ulajhanaa
nahii.n laT aur ulajhan me.n pa.D jaaegii
o pachhataaogii kuchh aise
ki ye surakhii labo.n kii utar jaaegii
ye sazaa tum bhuul na jaanaa
pyaar ko Thokar mat lagaanaa
ki chalaa jaaU.ngaa phir mai.n na jaane kahaa.n
o mere …

Then do not argue with me
otherwise difficulties will befall unto you
And you will be repenting in such a way,
that the redness of your lips will fade away
Do not forget this punishment
Else I’ll walk away, who knows where
Love is not to be betrayed