Thaade Rahiyo O Baanke Yaar

Film: Pakeezah – The Pure – Die Reine
Jahr: 1972
Regie: Kamal Amrohi
Interpretin: Lata Mangeshkar
Komponist: Naushad
Lyrics: Ghulam Mohammed

chandani raat badi der ke baad aai hai
ye mulaaqaat badi der ke baad aai hai
aaj ki raat vo aaye hain badi der ke baad
aaj ki raat badi der ke baad aai hai

Translation: After a great while, a moonlit night has come.
After a great while, this meeting has arrived.
He has come tonight, after a great while.
Tonight, after a great while, he has come.

thaade rahiyo o baanke yaar re thaade rahiyo
thaade rahiyo – 3 x

Stay a while, o handsome friend, stay a while
O handsome friend, stay a while

thaharo lagaay aaoon, nainon mein kajara
choti mein goond laaoon phoolon ka gajara
main to kar aaoon solah shrringaar re – 3 x
thaade rahiyo …

Stay; I shall adorn my eyes with kohl…
Darling, I shall braid a garland of flowers into my topknot.
I shall adorn myself with (the sixteen traditional) ornaments.
Stay a while…

jaage na koee, raina hai thodi
bole chhamaachham paayal nigodii … bole
nigodii … bole …
aji dheere se kholoongi dvaar re

No one shall wake; only a little of the night remains
My wretched anklets jingle and speak!
My wretched anklets jingle and speak!
Oh sir! Slowly I will open the gate

saiyaan dheere se kholuungi dvaar re
main to chupake se
aji haule se kholuungi dwaar re
thaade rahiyo

Darling, slowly. I, silently,
slowly, oh sir, will open the gate.
Darling, slowly shall I open the gate.
Stay a while, O handsome friend.

Salaam-E-Ishq

Film: Muqaddar Ka Sikandar
Jahr: 1978
Regie: Praka Mehra
Interpret: Lata Mangeshkar
Komponist: Kalyanji-Anandji
Lyrics: Anjaan

Salaam-e-ishq meri jaan zara kabool kar lo – 2 x
Tum humse pyaar karne ki zara si bhool kar lo
mera dil bechain hai
mera dil bechain hai humsafar ke liye – 2 x
Salaam-e-ishq meri jaan …

Main sunaoon tumhe baat ik raat ki – 2 x
Chand bhi apni puri jawani mein tha
Dil mein tufaan tha
Ek Armaan tha
Dil ka tufaan apni rawani mein tha
Ek badal …
Ek badal udhar se chala jhoom ke
Dekhte dekhte chand pe chha gaya
Chand bhi kho gaya uske aaghosh mein
Uff, yeh kya ho gaya josh hi josh mein
Mera dil tadpa
Mera dil tadpa kisi ki nazar ke liye
Salaam-e-ishq meri jaan …

Iske aage ki ab dastaan mujhse sun – 2 x
Sun ke teri nazar dabdaba jayagi
Baat dil ki jo ab tak tere dil mein thi,
Mera dawa hai hoton pe aa jayegi

Tu masiha …
Tu masiha mohabbat ke maron ka hai – 2 x
Hum tera naam sun kar chale aaye hain
Ab dua de hamein ya tu de de zeher
Teri mehfil mein ye dil jale aaye hain
Ek ehsaan kar …
Ehsaan kar
Ek ehsaan kar, apne mehmaan par
Apne mehmaan par ek ehsaan kar
De Duaein
De Duaein use umra bhar ke liye
Salaam-e-ishq meri jaan …

Ishq Waalon Se Naa Poochho

Film: Muqaddar Ka Sikandar
Jahr: 1978
Regie: Prakash Mehra
Interpreten: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Komponist: Kalyanji-Anandji
Lyrics: Anjaan

ishqa waalon se naa poochho, ke un kee raat kaa aalam
tanahaa kaise gujarataa hai
judaa ho humasafar jis kaa, wo us ko yaad karataa hai
naa ho jis kaa koee wo milane kee fayraad karataa hai

salaama-ye-ishk meree jaan, jaraa kabool kar lo
tum hum se pyaar karane kee jaraa see bhool kar lo
mera dil bechain hain humasafar ke liye

mai sunaaoo tumhe baat yek raat kee
chand bhee apanee pooree jawaanee pe thaa
dil mein tufaan thaa, yek aramaan thaa
dil kaa tufaan apanee rawaanee pe thaa
yek baadal udhar se chalaa zoom ke
dekhate dekhate chand par chhaa gayaa
chand bhee kho gayaa us kee aagosh me
uf ye kyaa ho gayaa josh hee josh me
mera dil tadapaa, kisee kee najar ke liye

is ke aage kee ab daasataa muz se sun
sun ke teree najar dabadabaa jaayegee
baat dil kee jo ab tak tere dil mein thee
meraa daawaa hain honthhon pe aa jaayegee
too maseehaa mohabbat ke maaron kaa hai
hum teraa naam sun ke chale aaye hai
ab dawaa de humei yaa too de de jahar
teree mahafeel mein ye dil jale aaye hai
yek yehasaan kar, apane mehumaan par
apane mehumaan par, yek yehasaan kar
de duwaayen tuze umarbhar ke liye