Rang De

Film: Thakshak
Jahr: 1999
Regie: Govind Nihalani
Interpret: Asha Bhosle
Komponist: A.R. Rahman
Lyrics: Mehboob

mujhe Rang de …
haan Rang de haan Rang de haan apni prit vich Rang de

Translation: Give me color…
Yes, color me, color me, color me in your love.

main banke savera jaag uThi main jaag uThi …
banke morni naach uThi main naach uThi channa naach uThi

Becoming the dawn, I woke …
Becoming a peahen, I danced …

re naina tere naina mere nainon men Rang de
aa Rang de haan Rang de mainu apni prit vich Rang de

Give my eyes color with your eyes.
Come, color me, color me, color me in your love.

tere sapnon ke aangan main chham chham chaluun
main chaluun main chaluun tera sang sang chaluun

I walk into the courtyard of your dreams, my anklets jingling.
I walk, by your side I walk.

aaja aaja ve aaja tuu banke hawaa
tere sadke javaan tere vaare javaan

Come to me, come to me as the wind.
I take on all your troubles; I sacrifice myself to you.

aa Rang de haan Rang de mainu apni prit vich Rang de
main bhi tanhaa huun tuu bhi hai tanhaa kahin

Come, color me, color me, color me in your love.
I’m lonely, and so are you, somewhere out there.

main adhuuri yahaan tuu adhuura kahin
ek aahat si hoti hai mujhko yahaan

I’m incomplete here, and so are you, somewhere out there.
It seems to me here that I hear a footstep;

tuu kahaan hai kahaan hai kahaan hai kahaan
jahaan tak aasmaan Aasman Aasman

Take me there, take me there,
Where are you, where are you? Into the sky.

muhabbat kii Duniya nasheman jahaan
mujhe le chal tuu le chal tuu le chal vahaan
tuu le chal vahaan …

Where lies the world of love, of intoxicated hearts,
take me there, take me there! Take me there…

Phoolon Ka Taaron Ka

Film: Hare Rama Hare Krishna
Jahr: 1971
Regie: Dev Anand
Interpret: Kishore Kumar
Komponist: R.D. Burman
Lyrics: Anand Bakshi

Phoolon Ka Taaron Ka Sabka Kehna Hai
Ek Hazaron Mein Meri Behna Hai
Sari Umar Hame Sang Rehna Hai

Translation: Flowers And Stars, All Of Them Say
One In Thousands Is My Sister
All Our Lives We Have To Stay Together

Ye Na Jaana Duniya Ne Tu Hai Kyon Udaas
Teri Pyaari Aankhon Mein Pyaar Ki Hai Pyaas
Aa Mere Paas Aa Keh Jo Kehna Hai
Ek Hazaron Mein …

The World Could Not Know Why You Are Sad
In Your Thirsty Eyes Is The Thirst For Love
Come Close To Me Say What You Have To Say

Bholi-bhaali Jaapaani Gudiyaa Jaisi Tuu,
Pyaari-pyaari Jaaduu Ki Pudiyaa Jaisi Tuu,
Daddy Kaa Mummy Kaa, Sab Kaa Kahanaa Hai,

You Are Like An Innocent Japanese Doll
You Are Like A Sweet Portion Of Magic
Daddy And Mummy And Everyone Else Says

Jabse Meri Aankhon Se Ho Gayi Tu Door
Tabse Sare Jeevan Ke Sapne Hain Choor
Aankhon Mein Neend Na Dil Mein Chaina Hai
Ek Hazaron Mein …

Since You Went Far Away From My Eyes
Since Then All The Dreams Of Life Have Been Shattered
There Is No Sleep In Eyes And No Peace In Mind

Dekho Hum Tum Dono Hain Ek Dali Ke Phool
Maein Na Bhoola Tu Kaise Mujhko Gai Bhool
Aa Mere Paas Aa Keh Jo Kehna Hai
Ek Hazaron Mein …

Look You And I Are Both Flowers From The Same Branch
I Never Forgot You, How Could You Forget Me
Come Close To Me, Say What You Have To Say

Jivan Ke Dukhon Se, Yuun Darte Nahin Hain
Aise Bachake Sach Se Guzarte Nahin Hain
Sukh Ki Hai Chaah To, Dukh Bhi Sehnaa Hai
Ek Hazaron Mein …

You Can’t Be Scared Of The Sorrows Of Life Like This
You Can’t Escape Truth This Way
If Desiring Happiness Then You Also Have To Suffer Sorrow
One In Thousands Is My Sister

Kaanchi Re, Kaanchi Re

Film: Hare Rama Hare Krishna
Jahr: 1971
Regie: Dev Anand
Interpret: Lata Mangeshkar, Kishore Kumar
Komponist: R.D. Burman

Kaanchi Re, Kaanchi Re, pareet mere saachee, ruk jaa, naa jaa, dil tod ke

tere hathon mein hain mere doree jaise, kachche dhaage se main bandhaa, aayaa ayese
mushkil hain jeenaa, de de o haseenaa, waapas meraa dil mod ke
Kaanchi Re, Kaanchi Re, pareet mere saachee, ruk jaa, naa jaa, dil tod ke

zoothhaa hain ye gussaa teraa sachchaa nahee, sachche paremee ko tadapaanaa achchhaa nahee
waapas naa aaoongaa, main jo chalaa jaaoongaa, ye teree galiyaan chhod ke
kaanchaa re, kaanchaa re, pyaar mere saachaa, ruk jaa, naa jaa, dil tod ke

rang tere mein ye tan rang liyaa, tan kyaa hain maine man rang liyaa
bas choop hee rahanaa, ab fir naa kahanaa, ruk jaa naa jaa dil tod ke
Kaanchaa Re, Kaanchaa Re, pyaar mere saachaa, ruk jaa, naa jaa, dil tod ke