Aane Se Uske Aaye Bahar

Film: Jeene Ki Raah
Jahr: 1969
Regie: L.V. Prasad
Schauspieler: Tanuja, Jeetendra
Interpret: Mohd. Rafi
Komponist: Laxmikant-Pyarelal
Lyrics: Anand Bakshi

badi mastani hay meri mehbooba
meri zindigani hay meri mehbooba

iss hawa ko mein to us ka lehrata aanchal kahooon ga
iss ghata ko mein to us ki aankhoon ka kajal kahoon ga
kaliyon ka bachpan hay phoolon ki jawani hay meri mehbooba, mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

beet jate hein pal kat jati hein barkha ki raatein
ham na jane kiya kiya karte rehte hein aapas mein batein
mein thoora deewana thoori si deewani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

aaa aa aa aa aa a aa
o oo o o ooo o o ooo

saamne mein sab kay naam us ka nahi ley sakoon ga
wo sharam kay marey rooth jaye to mein kiya karoon ga
hooron ki malika hay pariyon ki rani hay meri mehbooba
badi mastani hay meri mehbooba

hmmm hmm hmmm hmmm hmmm
a a a a a a a a aa a
hmmmm hmmm hmm hmm hmm
aa a a a a a a aaa a

Babul Ki Duaayein Leti Jaa

Film: Do Kaliyan
Jahr: 1968
Regie: Krishnan Panju
Interpret: Mohd. Rafi, Lata Mangeshkar
Komponist: Ravi
Lyrics: Sahir Ludhianvi

tumhari nazar kyon khafa ho gai
khata bakhsh do gar khata ho gai
hamara irada to kuchh bhI na tha
tumhari khata khud saza ho gai

saza hi sahi aj kuchh to mila hai
saza mein bhi ik pyaar ka silasila hai – 2 x
mohabbat ka kuchh bhi anjam ho
mulaqat hi iltaja ho gai
mulaqat pe itane magarur kyon ho
hamarI khushamad pe majabur kyon ho – 2 x
manane ki adat kahan paa gai
khataon ki talim kya ho gai

satate na ham to manate hi kaise
tumhen apane nazadik late hi kaise – 2 x
esi din ka chahat ko arman tha
bukul aaj dil ki dua ho gai

Chalkaaye Jaam Aayi Yeh

Film: Mere Hamdam Mere Dost
Jahr: 1968
Regie: Amar Kumar
Schauspieler: Dharmendra, Sharmila Tagore
Interpret: Mohd. Rafi
Komponist: Laxmikant-Pyarelal
Lyrics: Majrooh Sultanpuri

Chhalakaye jaam aaeeye aap kee aankhon ke naam hothhon ke naam

phool jaise tan pe jalawe ye rang-o-boo ke
aaj jaam-e-may uthe in hothhon ko chhoo ke
lachakaeeye shaakh-e-badan mahakaeeye zulfon kee shaam
chhalakaye jaam aaeeye aap kee aankhon ke naam

aap hee kaa naam lekar pee hai sabhee ne
aap par dhadak rahe hai, pyaalon ke seene
yahaan ajanabee koee nahee, ye hai aap kee mahafil tamaam
chhalakaye jaam aaeeye aap kee aankhon ke naam

kaun har kisee kee baahen baahon mein daal le
jo nazar nashaa pilaaye, wo hee sanbhaal le
duniyaa ko ho aauron kee dhoon hum ko to hain saakee se kaam

chhalakaye jaam aaeeye aap kee aankhon ke naam