Dil Ka Haal Sune Dilwala

Film: Shree 420
Jahr: 1955
Regie: Raj Kapoor
Schauspieler: Raj Kapoor, Nargis
Interpret: Manna Dey
Komponist: Shankar-Jaikishen
Lyrics: Shailendra, Hasrat Jaipuri

Dil ka haal sune dil waala
Seedhi si baat na mirch masaala
Kehke rahega kehne waala
Dil ka haal sune dil waala
Chhote se ghar mein gareeb ka beta
Main bhi hu maan ke naseeb ka beta – 2 x
Ranj-o-gham bachpan ke saathi
Aandhiyo mein jali jeewan baati
Bhukh ne hain bade pyaar se paala
Dil ka haal sune dil waala

(Haay karu kya surat aisi,
Gaanthhke poore chor ke jaisi) – 2 x
Chalta phirta jaanke ek din,
Bina dekhe pehchaan ke ek din
Baandhke le gaya pulis waala
Dil ka haal sune dil waala

Budhhe daaroga ne chashme se dekha – 2 x
Aage se dekha peechhe se dekha,
Upar se dekha neeche se dekha
Bola ye kya kar baithhe ghotaala,
Haay ye kya kar baithhe ghotaala
Ye to hai thaanedaar ka saala
Dil ka haal sune dil waala

Gham se abhi azaad nahi main
Khush magar aabaad nahi main – 2 x
Manzil mere paas khadi hai,
Paau mein lekin bedi padi hai
Taanga deta hai daulat waala,
Dil ka haal sune dil waala

Sun lo magar ye kisi se na kehna
Tinke ka leke sahaara na behna – 2 x
Bin mausammal haar na gaana,
Aadhi raat ko machchil laana
Varna pakad lega pulis waala
Dil ka haal sune dil waala

Pyaar Hua Ikraar Hua

Film: Shree 420
Jahr: 1955
Regie: Raj Kapoor
Schauspieler: Raj Kapoor, Nargis
Interpret: Manna Dey, Lata Mangeshkar
Komponist: Shankar-Jaikishen
Lyrics: Shailendra, Hasrat Jaipuri

–MALE–
(Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil) – 2 x

–FEMALE–
(Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil) – 2 x

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)

–MALE–
Kaho ki apni preet ka geet na badlega kabhi

–FEMALE–
Tum bhi kaho is raah ka meet na badlega kabhi
Pyaar jo toota, saath jo chhoota

–BOTH–
Chand na chamkega kabhi

–MALE–
Aa ha ha, aa ha ha
Aa aa aa, aa aa aa

–FEMALE–
(Aa ha ha, aa ha ha
Aa aa aa, aa aa aa)

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)
Raatein dason dishaaon se kahengi apni kahaaniyaan

–MALE–
Geet hamaare pyaar ke dohraayegi jawaaniyaan

–FEMALE–
Main na rahoongi, tum na rahoge
Phir bhi rahengi nishaaniyaan

–BOTH–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil
(Kehta hai dil rasta mushkil
Maaloom nahin hai kahan manzil) – 2

–MALE–
Pyaar hua, ikraar hua hai
Pyaar se phir kyoon darrta hai dil

–FEMALE–
(Aa, aa aa aa, aa aa aa, aa aa aa)

Deewana Hua Baadal

Film: Kashmir Ki Kali
Jahr: 1964
Regie: Shakti Samanta
Interpret: Mohd. Rafi
Komponist: O.P. Nayyar
Lyrics: S.H. Bihari

Deewana Huaa Baadal Saawan Kee Ghataa Chhaayee
Ye Dekh Ke Dil Zoomaa, Liyee Pyaar Ne Angadaayee

Translation: I Became Crazy N Then Became The Cloud, The Dark Clouds Of Rainy Season Is Spread All Over
After Seeing This My Heart Is Filled Happiness, The Love Has Stretched Itself

Ayesee To Meree Takadeer Naa Thee
Tum Saa Jo Koee Mehaboob Mile

I Did’nt Expect This Destiny
If I Meet A Lover Like You

Dil Aaj Khushee Se Paagal Hai
Aye Jaana-ye-wafaa Tum Khub Mile
Dil Kyoo Naa Bane Paagal Kyaa Tumane Adaa Paayee

Today My Heart Is Going Crazy With Happiness
Oh My Darling My Love You Met Me
Why Shoudn’t My Heart Go Mad, What Beauty You Have Been Blessed With

Jab Tum Se Najar Takaraayee Sanam
Jajabaat Kaa Yek Tufaan Uthhaa
Tinake Kee Tarah Main Bah Nikalee

When My Eyes Met Your Eyes
The Toofan Of Emotions Came
I Was Washed Away Like
Don’t Know What Tinake Means

Sailaab Mere Roke Naa Rukaa
Jeewan Mein Machee Halachal Aaur Bajane Lagee Shahanaaee

The Waves Didn’t Stop Even Though I Tried To Stop Them
There Was Confusion In My Life, And Then I Heard The Wedding Bells

Hai Aaj Naye Aramaanon Se
Aabad Mere Dil Kee Nagaree

And Today With All High Hopes
My World Is All Ready With Expectations

Barason Se Khijaa Kaa Aalam Thaa
Wiraan Badee Duniyaan Thee Meree
Haathon Mein Teraa Aanchal Aayaa Ke Bahaar Aayee

Form A Longtime It Was A Boring Atmosphere
It Was An Empty Life Of Mine
When I Got Your Shawl In My Hands The Surroundings Changed