Yaad Aa Raha Hai

Film: Disco Dancer
Jahr: 1982
Regie: Babbar Subhash
Schauspieler: Mithun Chakraborty, Kim, Om Puri, Rajesh Khanna
Interpret: Vijay Benedict
Komponist: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan-Faruk Kaiser

Yaad Aa raha hai tera Pyaar
Kahan hum kahan tum
hue tum kahan gum
Aabhi ja abhi ja ek baar

hooo hoho

Yaad Aa raha hai tera Pyaar
Kahan hum kahan tum
hue tum kahan gum
Aabhi ja abhi ja ek baar

ho hhoohohooo
Yaad Aa raha hai tera Pyaar

Yaroonnn
Mein to yahan jeeta raha
saare gum dil ke bhoolage
deke tumhe saari kuchi

mene
mene yahan kuch bhi paya nahi
Sab kuch paake
Mujhko mile kya Zindagi

ho hhooho hooo
Yaad Aa raha hai tera Pyaar – 2 x

Aye Dil
Mein wohi tu wohi
wohi hai yeh duniya ke mele
bichde woh din jane kahan

Roothe
Sab yahan jane kahan
reh gaye hum to akele
awaaaz de kisko yahan

ho hhooho hooo
Yaad Aa raha hai tera Pyaar – 2 x

Vada
Vaada raha tha ki mein tere liye gata chala jao
tu mera dil tu meri jaan

Jeena
Jeena mere jeena yehi tere liye Zindagi lootao
Tu jo nahi kya hai yahan

o hhoohohooo
Yaad Aa raha hai tera Pyaar – 2 x

Ae Oh Aa Zara Mudke

Film: Disco Dancer
Jahr: 1982
Regie: Babbar Subhash
Schauspieler: Mithun Chakraborty, Kim, Om Puri, Rajesh Khanna
Interpret: Vijay Benedict
Komponist: Bappi Lahiri
Lyrics: Anjaan-Faruk Kaiser

Ae Oh Aa, Aa Oh Aha
Ae Oh Aa, Aa Oh Aha
Zara mudh ke mila ankhen
Aya hu mein tere liye – 2 x

tere liye tere liye
Ae Oh Aa, Aa Oh Aha – 2 x

Aisa mauka Zindagi mein pehli baar ayaa hai
Janeman jab kahi dil ko Pyaar aaya hai – 2 x
Dil se dil jodke phir nahi thodna.

Ae Oh Aa, Aa Oh Aha
Zara mudh ke mila ankhen
Aya hu mein tere liye
Ye Mera Dil ka zaroor faisla hona hai
marke bi tho ab na tujhse duur hona hai – 2 x

Jayegi tu jaha aaunga mein waha
Ae Oh Aa, Aa Oh Aha
Zara mudh ke mila ankhen
Aya hu mein tere liye
tere liye, tere liye
Ae Oh Aa, Aa Oh Aha

Ye Zindagi Usi Ki Hai

Film: Mughal-E-Azam
Jahr: 1960
Regie: K. Asif
Interpret: Lata Mangeshkar
Komponist: Naushad
Lyrics: Shakeel Badayuni

Yeh zindagi usi ki hai
Jo kisi ka ho gaya
Pyaar hi me kho gaya
Yeh zindagi usi ki hai

Yeh bahaar yeh samaah
Kehraha hai pyaar kar
Kisi ki arzoo mein apne
Dil ko bekarar kar

Yeh zindagi hai bewafa …
Zindagi hai bewafa
Loot pyaar ka mazaa

Yeh zindagi …

Dhadak raha hai dil to kya
Yeh dil ke dhadkanein na gin
Phir kahaan yeh fursatein
Phir kahaan yeh raat din

Aa rahi hai ye samaah …
Aa rahi hai samaah
Mastiyon mein doob ja

Yeh zindagi …

Jo dil yahaan na mil sake
Milenge us jahaan mein
Khilenge hasraton ke phool
Jo ke aasman mein

Yeh zindagi chale gayi …
Yeh zindagi chale gayi
Jo pyaar mein to kya hua

Yeh zindagi …

Sunaayegi ye daastan
Kshama mera hai pyaar ke
Yeh shaam hi mein khilti rahi
Yeh kali anaar ki

Ise mazaak mat kaho …
Ise mazaak mat kaho
Yeh mahal hai pyaar ka

Yeh zindagi …

Yeh zindagi ki shaam aa …
Yeh zindagi ki shaam aa
Tujhe gale lagaun mein
Tujhi mein doob jaun mein …
Jahan ko bhool jaun mein …